Pages

Wednesday, 11 September 2013

Maarif -ul- Quran By Shaykh Muhammad Idrees Kandhelvi (reh.a)

Download
Part 1 [235.5] Part 2 [263.8] Part 3 [227.2] Part 4 [222.9] 
Part 5 [207.7] Part 6 [188.6] Part 7 [238.6] Part 8 [209.6]
Read Online
Part 1 Part 2 Part 3 Part 4 
Part 5 Part 6 Part 7 Part 8

Friday, 31 May 2013

Koondon ki Haqiqat


22 Räjäb
(Kondon ki Haqiaqt)
¤
22 Rajab ko Log Imam Jafar sadiq(reh.a) ki Wiladat ki Khushi me Koondy krte hain. Or kehte hain ye Sahaba se Sabit hai
:
jb k Imam Jafar Sadiq(reh.a) ki Pedaish 8 Ramzan 80/83 Hijri hai.
22 Rajab nhe.
(Ahl-E-Sunnat k nazdeek)
:
or Imam Jafar Sadiq(reh.a), Imam Husain k bete Zain-ul-Abdeen, ki Olad Imam Bakar k bete the, imam Jafar ka zamana Bht bad me aya hai to Sahaba se Koondon ka Amal sabit k se Hosakta hai?
:
Yad rakho..!
22 Rajab ko Musalmano k 5th Khalifa Hz Ameer Mavia(rz.a) ki Youm-e-Wafat hai.
(tarekh e Tibri)
:
Zara Sochen!
Kahen Hm Kisi ki Wafat ki Khushi to nhe Mana rahe?
:
Khudara na aisi Mehfil ka Athtimam karen na a c Dawaton me jaen
:
kisi ki dil azari Hargiz Maqsod nhe